Thursday, July 17, 2014

yaari

Aaj u hi aankh bhar aayi, Aaj phir un bhichade yaaron ki yaari yaad aayi, Jinhe khuda se pehle maante the, Aaj un diwano ki diwangi yaad aayi, Sayad dil me koi naya dard hua, Kyonki aaj phir dosti ki sab gum bhula dene wali jhappi yaad aayi.....

No comments: